Kyun aaj har taraf sirf gum ke mele hain,
Kyun aaj har taraf sirf
gum ke mele hain,
Luttaa huaa he zindagi ka karwaan,
Teri aane ki ye ummeed-e-kiran
doob gai,
Jo aaj tak teri ummeed
main jalaai dil ne,
Kyun teraa intzaar
din-rat phir-bhi karte hain
Jab ki malum he din ke
khuwab bhi,
Kyaa kabhii pure
huaa karte hain,
written by hameeda ameer
No comments:
Post a Comment