Choor kar mujhko,
wo bhi to bahut royaa he,
Dukh mujhe deke, naa
chenn se wo bhi soyaa he,
Mery khushioo ki khatir
usne piyaa judai zeher,
Warnaa dil
toorke meraa, wo
khud bhi royaa he,
Main kese usko bhalaa
bewafaa kahoon ae dil,
Meri diwangii main wo bhi, zmane se door hoyaa he,
Ashq behte
hain mere, dil meraa taraptaa
he,
Usko pakar
bhi, mene
to aaj khoyaa
he,
Bhool-jaye mujhe bass duaa main aaj karun,
Uski khatir ye dil
meraa bhi, bahutt royaa he,,,,
Written by
hameeda ameer

No comments:
Post a Comment